Friday 10 February 2017

How To Earn Money with Blogger in hindi

Posted by Unknown

How To Earn Money with Blogger in hindi

What is Blogger

What is Bloggerlogger Kya hai ji ha dosto aap logo ko bata do ki blogger se aap apne vicharo ko Ak dusre ke sath baat Sakte hai Aur Apka jis Field Me Jyada Knowledge Hai App Apne Dosto Ya Kishi ko bhi bata sakte hai aur AAp Apne Blog se PAise Earn kar sakte hai Blog Hindi English Adi sabhi language ko sapport karta hai jisse aap apne gyan ko baat sakte hai Google ka blogspot Apko Free me ye suvidha deta hai 

Blogger se Paise Kaise Earn Kare  

Dosto AbBlogger se Paise Kaise Earn Kare AAp soch Rahe Honge Ki aap ko apne vichar ya gyan bantane se kya fayda hoga to dosto mai apko batana chahta hu ki yadi aap achcha likhte hai to log apke blog par ayenge aur apke blog ka traffic badhega jisse app apne blog me Adevertising kar sakte hai  addvertising karne se apko bahot paise milenge aur apne blog ke jariye tarakki kar sakte hai
vertisment kya hai

Ji ha dosto apke blog par jaise jaise log ane lagenge waise hi apka blog prachalit hojayenge dosto advertising ye hai ki jaise aap kise se kahe ki bhai mai apke mobile bikwaunga app mujhe kya denge waise hi jab aap apne blog par advertising lagayenge to apko wo advertising company paise dengi 

AdSense kya hai Isse Earning kaise Hoti hai:-------------



 Dosto adsense blogger ke madyam se paise kamane sa sabse badhiya jariya hai dosto adsense google ki hi advertising compani hai adsense ke dwara advertising karne ke liye ke ye kuchh bate bahoot jaroori hai 
Dosto Adsense se add karne ke liye apki website me kam se kam 20 post hone chahiye  Blogger ka disign mobile friendly hona chahiyeblogger me high Qwantiti honi chahiye Blogger ka theme ya templates Baral hona chahiye sabse jaroori baat ye hai apke blog me koi bhi Copyright content nahi hone chahiye tabhi google AdSense apke blog ko Aprowal dega Google Adsense se add karne ke liye apka khud ka domain name hona chahiye ya aap google ke Blogger par Sign Up karke us par Addvertising kar sakte haiDosto Ajj ke post me Itna hi Age mai batauga Ki Adesense Blogger Me Kaise Lagaya jata hai Thank U for visiting here  Dont Farget Share My Post

THANK U DONT FARGET TO SHARE

0 comments:

Post a Comment